Merey hathon per tere nam ki mehndi ho
Merey mathey per tere nam ka teka ho
Bus itni si khwaish hay meri k
Merey angan main teri barat ki dhoom ho
Merey honton per bus tera nam ho
Merey wajood per bus tera ikhtiar ho
Bus itni si khwaish hay meri k
Merey dil per bus terey pyar ki hakomat ho
Merey khamosh labon ki tum zuban ho
Merey beqarar dharakanon ka qarar ho
Bus itni si khwaish hay meri k
Merey har din ka tum afatab ho
Merey la hasil ishq ki inteha ho
Merey adhoorey khwab ki tabeer ho
Bus itni si khwaish hay meri k
Merey har yaad tum se wabasta ho

agar Hum Dost Hotay To
Karam Ki Inteha Kartay ....!
Tumhen Palkon Pey Rakhtay Hum
Tumhen Dill main Basatay Hum ...!
agar Tum Rooth Jaatay To
Tumhen Kitna Manatey Hum ....!
Jo Milney Tum Nahi aatey
To aa kar Khud Tumhain miltey ...!
Tumhari Laghzishon Ko Bhi
Hansi main Hum Uraa Detay ...!
agr apni Khata Hoti
To Khud Ko Bhi Saza Daitey ...!
mgr Ye Sab Jabhi Hota
agr Hum Dost Hotey To ….!
* mgr itna hee Jana Hay
K Tum Ney aaj Tak Hum Ko
Paraya Keh Kar Jana Hay
Kabhi Hamdam Naa mana Hay *
agr Hum Dost Hotay To…..!!
Karam Ki Inteha Kartay ....!
Tumhen Palkon Pey Rakhtay Hum
Tumhen Dill main Basatay Hum ...!
agar Tum Rooth Jaatay To
Tumhen Kitna Manatey Hum ....!
Jo Milney Tum Nahi aatey
To aa kar Khud Tumhain miltey ...!
Tumhari Laghzishon Ko Bhi
Hansi main Hum Uraa Detay ...!
agr apni Khata Hoti
To Khud Ko Bhi Saza Daitey ...!
mgr Ye Sab Jabhi Hota
agr Hum Dost Hotey To ….!
* mgr itna hee Jana Hay
K Tum Ney aaj Tak Hum Ko
Paraya Keh Kar Jana Hay
Kabhi Hamdam Naa mana Hay *
agr Hum Dost Hotay To…..!!
“Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi …
Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi…
Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k…
Meri kisi saada par woh thehra he nahi…
khuda se jholi pehla kay manga tha usay …
Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi…
Har aik se pucha sabab us kay na milne ka …
Har eik ne kaha woh tere liye bana hi nahi…!!

خواہش رہی اپنی
اک بار کبھی پوچھو
کیا مجھ سے محبت ہے؟
کیا مجھ سے محبت ہے؟
تب دھیرے سے میں بولوں
لا حاصل باتیں ہیں
ہاں۔۔۔.کہہ کے میں کیوں جاناں!
دھندلا دوں نگاہوں کو
دوبھر ہو سنبھلنا پھر
قابو میں نہ دل آئے اور دھڑکن تھم جائے
انکار کی صورت میں
امکان ہے جی پاؤں
تھوڑی سی تسلی ہو
پہلے کی طرح اب بھی
خواہش ہی رہی اپنی
اک بار کبھی پوچھو ۔۔۔۔ خواہش ہی رہی اپنی

DiL k Ufq Me Gumshuda Sitara MiL Jaye
Shab-e-Ghm Me Koi Jeene Ka Ishara MiL Jye
.
Wo Jo 1 Shakhs Boht Kam Hy Mayasr Humko
Aarzu Hy k Kisi Roz Wo Sara MiL Jye
.
An Mumkin Hy k Tabeer b 1 Jesi Ho
Tere Khwabo Se Agr Khwab Hmara MiL Jye
.
Usy Kehna Wo MuLaqat Adhuri Thi Hmari
Usy Kehna k Kbhi Aa k Dobara MiL Jye …

ASHIK INSAAN KAY UNDER KEI GUTIN HOTY HAIN
SHAIR’ AZHARY GAAM‘AHL-E-SUKHIN HOTY HAIN
KASH ESY BEE KABHI HUM KO MUHABIT MILTY
JASY DOO PANCHE SIR-E-SHAKH-E-CHAMIN HOTY HAIN
KITNY RATO.n KAY LAHOO SAY HAIN YEH RANGIN ASHAAR
HUM SAY BEDAAR KAHA.n AHLY SUKHIN HOTY HAIN
UNKOO ASIF KHUDAI KAA BAHLA HOOSH KAHA.n
JOO KISY BUT KAY TASVOOR MAI.n MAGIN HOTY HAI.n

Mujhey arzoo.e.sehar rahi yunhi raat bhar bari dair tak
Na bikhar sake na simat sake yunhi raat bhar bari dair tak
Hai bohat azaab aur akely hum,shab.e.gham bhi meri taweel tar
Rahi zindagi bhi saraab aur rahi aankh tar bari dair tak
Yahan her taraf hai ajeb samaan,sabhi khud pasand,sabhi khud numa
Dil .e. be-qaraaar ko mila nahin koi chara gar bari dair tak
Mujhay zindagi hai aziz tar isi wastey meray Humsafar
Mujhay qatra qatra pila zehar, jo karey asar bari dair tak
Na sakoon.e.jaan na shreek.e.gham mila is jahan mein chaar su
Teri yaad thi meray saath jo rahi darr ba darr bari dair tak
Yahan shehar.e.dil bhi udaas hai aur ujaar ujaar si reh guzar
Rahey teray baad dhuwaan dhuwaan meray baam.o.dar bari dair tak

TuM Laut Ke Aaoge HuMse Milne,
Roz Dilko Behlane Ki Aadat Ho Gayi,
Tere Waade Pe Kya Bharosa Kiya HuMne,
Ke Shab Bhar Tera Intezar Karne Ki Aadat Ho Gayi,
Khushi Mein Bhi HuM Kya Muskurate Ke
Teri Judai Mein Rone Ki Aadat Ho Gayi,
Kaafile Nikal Gaye HaMein Chhod Ke,
Ke Ab To Tanha Safar Ki Aadat Ho Gayi,
Har Mod Par Mili GaM Ki Parchhaiyan,
Zindagi Se SaMjhauta Karne Ki Aadat Ho Gayi,
Jante The Ke Nahi Ho Sakte Kabhi TuM HaMare,
Phir Bhi Khuda Se Tujhe Maangne Ki Aadat Ho Gayi,
PaiMaan-E-Wafa Kya Hai HuMe Kya MaluM,
Ke Bewafaon Se Dil Lagane Ki Aadat Ho Gayi...

dil ki chott ko taaza rakhnaa kitnaa mushkil hota hay.
Dhoop main aik ayina rakhna kitana mushkil hota hay.
.
Abb ham Samjhey Aandar Aandar Shour yeh kesa hay.
bhidh me khod ko tanha rakna kitna mushkil hota hay.
.
Lamhaa lamhaa mar kar jeeney waaloon sey phoocho.
apney aap kou zindaa rakhnaa kitnaa mushkil hot hay.
.
Mana sab sey jhuk kar milna fann hota hay jeeney ka.
lekinn sab sey rishtey rakhnaa kitna mushkil hota hay.
kissi jhooti waffaa sey dil ko behlaanaa nahi aataa.
mujhe ghar kaagazi phooloon se mehkana nahi aata.
main darya hon magr behta hon main kuhsar ki janib.
mujhe duniya ki passti sey uttar jaanaa nahi aataa.
zar-o-maal-o-jawahir le bhi tukraa bhi saktaa hoon.
koyi dil pesh kartaa hay tuo tukraanaa nahi aataa.
parinda jaaneb-e-daana hamesha urrh ke aata hay.
parindey ki taraf urrh kar kabhi daanaa nahi aataa.
agr sehra may hain tu aap khod aye hain sehra main.
kissi key ghar tu chal kar koyi weeraanaa nahi aata.
howaa hay jo sadda uss ko nasiboo ka likha samjha.
adeem apney kiye pe mujh ko pachtaana nahi aata.
Bahut Kuch Badal Jaata Hai,
Tere Aane Ke Baad,
Bahut Kuch Bichhad Jaata Hai,
Tere Jaane Ke Baad,
Wo SaMundar Ki Lehrein,
Wo Ret Ke Mehel,
Bahut Kuch Beh Jata Hia,
Saahil Se Takra Jaane Ke Baad,
Wo Baarish Ke Moti,
Wo Taaron Ki Khwahish,
Bahut Kuch Bikhar Jata Hai,
Khwab Toot Jaane Ke Baad,
Wo Teri Parchaiyon Se Takrana,
Wo Saayon Ka Lehrana,
Bahut Kuch Mit Jaata Hia,
Andhera Chha Jaane Ke Baad...
Tere Aane Ke Baad,
Bahut Kuch Bichhad Jaata Hai,
Tere Jaane Ke Baad,
Wo SaMundar Ki Lehrein,
Wo Ret Ke Mehel,
Bahut Kuch Beh Jata Hia,
Saahil Se Takra Jaane Ke Baad,
Wo Baarish Ke Moti,
Wo Taaron Ki Khwahish,
Bahut Kuch Bikhar Jata Hai,
Khwab Toot Jaane Ke Baad,
Wo Teri Parchaiyon Se Takrana,
Wo Saayon Ka Lehrana,
Bahut Kuch Mit Jaata Hia,
Andhera Chha Jaane Ke Baad...
ajab din hain mohabaat k,
ajab musam hain chaat k,
kabhi gar yaad ayein tu palkoon per sitare jhilmilatay hain,
kisi ki yaad mein ratoon ko aksar jagna mamool ha apna ,
kabhi gar neend ay tu hum yeh sooch latay hain ,
abhi tu woh humare wastay soya nhi ho ga,
abhi roya nhi ho ga,
abhi hum bhi nhi sotay,abhi hum bhi nhi rotay,
so phir hum jagtay hain or us ko yaad kartay hain,
aklay beth kar weran_e_dil abad karte hain,
humray samnay taroon k jhurmut main akela chandh hota hai,
falak per rakas karte un anghinat roshan sitaroon ko,
jo hum tartib diytay hain ,
tu us ka naam banta hai,
hum aglay roz jab miltay hai,guzri raat ki har baykuli ka zikar karte hain ,
har eik kissa sunatay hain ,
kahan kis waqt,kis trahan sa dil darkaya, batay hain.....
main jab kheti ho k jana!
"aaj tu mein raat ko eik pal nhi soe"
tu woh kamosh rehta hai ,
per us ki neend main dobi hoi do ankhein achanka bol uthi hain,
mein jab us ko batati hoon,
k mein na raat ko roshan sitaroon mein, tumhara naam dekha hai,
tu woh holay se kehta k tum jhoot kheti hoo,
sitare mein na dekhay thay ,
or un roshan sitaroon* mein tumhara naam likha tha****
ajab masoom sa larka hai.
aksar mujh se khata hai,
"lagta hai k ab apnay sitare mil hi jay gay"
mager nadan se larke ko yeh nhi maloom k kinaray mil nhi saktay!
mohabaat ki kahani mein,mohabaat karnay waloon k
"*sitare mil nhi saktay"

aankhoon se rang, baat ka lehja badal gaya
woh shaks aik raat main kaisa badal gaya
kuch din to mera aks raha ainay pe naqsh
phir yun hua k khud mera chehra badal gaya
jab apne apne haal pe hum tum na reh sake
to kya hua jo hum se zamana badal gaya
qadmoon talay jo rait bichi thi woh chal pari
us ne churaya haath to sehra badal gaya
koi bhi cheez apni jaga par nahi rahi
jate hi aik shaks k kya kya badal gaya
ik sarkashi ki mauj ne kaisa kiya kamal
woh benayaz sare ka sara badal gaya
Ashk Behte Nahi Aankho Se Meri Ab
Par Yaad Aati Hai Unki Baatein Aksar
Sisakti Hai Tanhaiyon Me Meri Dhadkane
Jab Yaad Aati Hai Unki Mulaakate Aksar
Honth Kehte Nahi Ab Mere Kuch Be Magar
Har Saans Unka Naam Pukarti Hai
Tadap Uthta Hai Mera Dil Aahto Ko Sunkar
Har Aahat Lagti Hai Unki Aahat Aksar
Kadam Uthte Nahi Mere Ab Kahi Aur Chale Jaane Ko
In Nigaahon Ko Rehta Hai Unka Intzaar Aksar
Mil ker juda huay tu na soya karaiN gay hum
Ek doosray kee yaad maiN roya karaiN gay hum
AaNsoo CHalak CHalak kay sataaiN gay raat BHar
Moti palak palak maiN piroyaa karaiN gay hum
Jab dooriyoN ki Aag diloN ko jalaaye gee
JismoN ko CHaandni maiN BHigoya karaiN gay hum
Gar day gaya daGHa hamaiN toofan BHi Sono
Sahil pe kiSHtiyoN ko Duboya karaiN gay hum
Hijr Ki Bad-dua Na Hoo Jana...!!
Hijr Ki Bad-dua Na Hoo Jana...!!
Dekh Lena... Saza Na Hoo Jana...!!
Morr Toa Be!!
No comments:
Post a Comment